Myfayth

Shiv Chalisa (शिव चालीसा)

॥ Doha ॥

Jai Ganesh Girija Suvan Mangal Mul Sujan।

Kahat Ayodhya Das Tum Dev Abhaya Varadan ॥

॥ Chaupai ॥

Jai Girija Pati Dinadayala। Sada Karat Santan Pratipala ॥

Bhala Chandrama Sohat Nike Kanan। Kundal Nagaphani Ke ॥

Anga Gaur Shira Ganga Bahaye। Mundamala Tan Chhara Lagaye ॥

Vastra Khala Baghambar Sohain Chhavi। Ko Dekha Naga Muni Mohain ॥

Maina Matu Ki Havai Dulari। Vama Anga Sohat Chhavi Nyari ॥

Kara Trishul Sohat Chhavi Bhari Karat। Sada Shatrun Chhayakari ॥

Nandi Ganesh Sohain Tahan Kaise। Sagar Madhya Kamal Hain Jaise ॥

Kartik Shyam Aur Ganara-U Ya Chhavi। Ko Kahi Jata Na Kauo ॥

Devan Jabahi Jaya Pukara। Tabahi Dukha Prabhu Apa Nivara ॥

Kiya Upadrav Tarak Bhari Devan Sab Mili। Tumahi Juhari ॥

Turata Shadanana Apa Pathayau। Lava-Ni-Mesh Mahan Mari Girayau ॥

Apa Jalandhara Asura Sanhara Suyash। Tumhara Vidit Sansara ॥

Tripurasur Sana Yudha Machayi। Sabhi Kripakar Lina Bachayi ॥

Kiya Tapahin Bhagiratha Bhari Purva। Pratigya Tasu Purari ॥

Danin Mahan Tum Sama Kou Nahin। Sevak Astuti Karat Sadahin ॥

Veda Nam Mahima Tab Gayaee Akatha। Anandi Bhed Nahin Payee ॥

Pragate Udadhi Mantan Men Jvala। Jarat Sura-Sur Bhaye Vihala ॥

Kinha Daya Tahan Kari Sahayee। Nilakantha Tab Nam Kahayee ॥

Pujan Ramchandra Jab Kinha। Jiti Ke Lanka Vibhishan Dinhi ॥

Sahas Kamal Men Ho Rahe Dhari Kinha। Pariksha Tabahin Purari ॥

Ek Kamal Prabhu Rakheu Joi। Kushal-Nain Pujan Chaha Soi ॥

Kathin Bhakti Dekhi Prabhu Shankar। Bhaye Prasanna Diye-Ichchhit Var ॥

Jai Jai Jai Anant Avinashi। Karat Kripa Sabake Ghat Vasi ॥

Dushta Sakal Nit Mohin Satavai। Bhramat Rahe Mohin Chain Na Avai ॥

Trahi-Trahi Main Nath Pukaro। Yahi Avasar Mohi Ana Ubaro ॥

Lai Trishul Shatrun Ko Maro। Sankat Se Mohin Ana Ubaro ॥

Mata Pita Bhrata Sab Hoi। Sankat Men Puchhat Nahin Koi ॥

Svami Ek Hai Asha Tumhari। Ava Harahu Aba Sankat Bhari ॥

Dhan Nirdhan Ko Deta Sadahin। Jo Koi Janche So Phal Pahin ॥

Astuti Kehi Vidhi Karai Tumhari। Kshamahu Nath Aba Chuka Hamari ॥

Shankar Ho Sankat Ke Nishan। Vighna Vinashan Mangal Karan ॥

Yogi Yati Muni Dhyan Lagavan। Sharad Narad Shisha Navavain ॥

Namo Namo Jai Namah Shivaya। Sura Brahmadik Par Na Paya ॥

Jo Yah Patha Karai Man Lai। Tapar Hota Hai Shambhu Sahayee ॥

Riniyan Jo Koi Ho Adhikari। Patha Karai So Pavan Hari ॥

Putra-hin Ichchha Kar Koi। Nischaya Shiva Prasad Tehin Hoi ॥

Pandit Trayodashi Ko Lavai। Dhyan-Purvak Homa Karavai ॥

Trayodashi Vrat Kare Hamesha। Tan Nahin Take Rahe Kalesha ॥

Dhupa Dipa Naivedya Charhavai। Anta Vasa Shivapur Men Pavai ॥

Kahai Ayodhya Asha Tumhari। Jani Sakal Dukha Harahu Hamari ॥

॥ Doha ॥

Nitya Nema kari Pratahi। Patha karau Chalis ॥

Tum Meri Man Kamana। Purna Karahu Jagadish ॥

Buy Brass Shivling

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top